SURE AALA URDU AND HINDI TARJUMA.
Bismillah Hir Rahmanir Rahim:-Shuru Karta Hu Allah Taala Ke Naam Se Jo Bada Mehrbaan Aur Nihayat Rehem Wala Hai. (Aayat No:- 1) Apne Bohat Hi Buland Allah Ke Naam Ki Pakizghi Bayaan Kar. (Aayat No:- 2) Jisne Paida Kiya Aur Sahi Salim Banaya. (Aayat No:- 3) Aur Jisne (Thik Thik) Andaza Kiya Aur Phir Raah Dikhayi. (Aayat No:- 4) Aur Jis ne Taza Ghaans Paida Ki. (Aayat No:- 5) Phir Usne Usko (Su Khaa Kar) Siyah Korah Kardiya. (Aayat No:- 6) Hum Tujhe Padhayinge Phir Tu Na Bhulega. (Aayat No:- 7) Magar Jo Kuch Allah Chahe. Aur Wo Zaher Aur Posheeda Ko Janta Hai. (Aayat No:- 8) Hum Apke Liye Aasani Paida Kardinge. (Aayat No:- 9) To App Nasihat Karte Rahein Agar Nasihat Kuch Faide Dein. (Aayat No:- 10) Darne Wala To Nasihat Lega. (Aayat No:- 11)(Haan) Badbaqh Usse Gures Karega. |
IMPORTANT NOTE: |
Surah Aala |
Makki Hai |
Surah Number |
87 |
Aayatein |
19 Hai |
Ruku |
1 Hai |
9
Bismillah Hir
Rahmanir Rahim |
Shuru Karta Hoon Allaah Taala KE Naam Se Jo Badaa Meharbaan Aur Niyhayat Rahem Wala Hai |
Aayatein |
Urdu-Hindi
Tarjuma |
Aayat 1:- |
Apne Bohat Hi Buland Allah Ke Naam Ki Pakizghi
Bayaan Kar. |
Aayat 2:- |
Jisne Paida Kiya Aur Sahi Salim
Banaya. |
Aayat 3:- |
Aur Jisne (Thik Thik) Andaza
Kiya Aur Phir Raah Dikhayi. |
Aayat 4:- |
Aur Jis ne Taza Ghaans Paida Ki. |
Aayat 5:- |
Phir Usne Usko
(Su Khaa Kar) Siyah Korah Kardiya. |
Aayat 6:- |
Hum Tujhe Padhayinge Phir Tu Na Bhulega. |
Aayat 7:- |
Magar Jo Kuch Allah Chahe. Aur Wo
Zaher Aur Posheeda Ko Janta
Hai. |
Aayat 8:- |
Hum Apke Liye Aasani
Paida Kardinge. |
Aayat 9:- |
To App Nasihat
Karte Rahein Agar Nasihat Kuch Faide Dein. |
Aayat 10:- |
Darne Wala To Nasihat Lega. |
Aayat 11:- |
(Haan) Badbaqh Usse Gures Karega. |
Aayat 12:- |
Jo Badi Aag Mai Jayega. |
Aayat 13:- |
Phir Na Wo Marega Na Jiyega’ (Balke Halat Naza Mai Padha Rahega). |
Aayat 14:- |
Beshak Usne Falah Pali Jo Paak Hogaya. |
Aayat 15:- |
Jis Ne Apne Rab Ka Naam Yaad Rakha
Aur Namaz Padhta Raha. |
Aayat 16:- |
Lakin Tum To Duniya Ki Zindagi Ko
Tarjeeh Dete Ho. |
Aayat 17:- |
Aur Aakhirat Bohat Behtar Aur Bohat
Baqha Wali Hai. |
Aayat 18:- |
Ye Baat Pahli Kitaow Mai Bhi Hai. |
Aayat 19:- |
(Yani)
Ibrahim (A.S) Aur Musa (A.S) Ki
Kitabow Mai. |
0 Comments