Surah Tariq With Urdu Tarjuma or Translation | Quran Tarjuma Urdu

Surah Tariq With Urdu Tarjuma or Translation.

Surah Tariq Makki Hai.
Surah Number: 86/114.
Aayatien: 17.

Bismillah Hir Rahmanir Rahim:

Shuru Karta Hoon Allah Taala Ke Naam Se Jo Bada Meharbaan Nihayat Rahem Wala Hai.

(Aayat No:- 1) Qasam Hai Aasman Ki Aur Andhere Mai Roshan Hone Wale Ki. (Aayat No:- 2) Tujhe Maloom Bhi Hai Ke Wo Raat Ko Numudaar Hone Wali Cheez Kya Hai?. (Aayat:- 3) Wo Roshan Sitara Hai. (Aayat:- 4) Koi Aisa nahi Jis Par Nighebaan Farishta Na Ho. (Aayat No:- 5) Insaan Ko Dekhna Chahiye ke Wo Kis Cheez Se Paida Kiya Gaya Hai.

(Aayat No:- 6) Wo Ek Uchalte Pani Se Paida Kiya Gaya Hai. (Aayat:- 7) Wo Peeth Aur Seene Ke Darmiyan Se Nikalta Hai. (Aayat No:- 8) Beshak Wo Isse Pher Lane Par Yaqeen Qudrath Rakhne Wala Hai. (Aayat No:- 9) Jis Din Poshida Bhedow Ki Janch Partaal Hogi. (Aayat No:- 10) To Na Hoga, Is Ke Pass Kuch Zarr Na Madadgar.

(Aayat :- 11) Barish Wale Aasman Ki Qhasam! (Aayat No:-12) Aur Phatne Wali Zameen Ki Qasam! (Aayat No:-13) Beshak Ye (Quran) Albatta Do Took Faisla Karne Wala Kalam Hai. (Aayat No:- 14) Ye Hasi Ki (Aur Be Faida) Baat Nahi. (Aayat No:- 15) Albatta Kafir Daw Ghaat Mai Hai. (Aayat:- 16) Aur Mai Bhi Ek Chal Chal Raha Hoon. (Aayat No:- 17) Tu Kafiro Ko Mohlat De Inhe Thore Din Chorde. 

IMPORTANT NOTE:
ABOUT US:

Like | Share | Comment 👍

👉 ALLAH HI BANDE NAWAZ👈

👉 KAHO ALLAH EKHAI 👈

Follow Subscribe and Join to our Channels Pages and Groups For The Updates Videos Photos and Much More.

Youtube: https://www.youtube.com/channel/UCp9aIc3kLJVwzsGOKNbMspg Daily Motion: https://www.dailymotion.com/KahoAllahEkHai Facebook: https://www.facebook.com/KAHO-ALLAH-EK-HAI-105191037932047 Instagram: https://www.instagram.com/kahoallahekhai/ Twitter: https://twitter.com/kahoallahekhai Pinterest: https://in.pinterest.com/kahoallahekhi

Title: Surah Tariq With Urdu Tarjuma or Translation | Quran Tarjuma Urdu.

Artist: Mohammed Haji Bin Mohammed Ghouse Bin Mohammed Burhan.

Lyrics: Mohammed Haji Bin Mohammed Ghouse Bin Mohammed Burhan. Audio: Asia Islamic Studio & Mohammed Bilal. Video Editing: Mohammed Hamza. Website:www.AsiaIslamicWebSeries.Com.

Studio: Asia Islamic Studio.

Post a Comment

1 Comments