BISMILLAH HIR RAHMANIR RAHEEM
Jo Bada Meherbaan Nihayat Rehem Wala Hai
Aayatein <> Urdu-Hindi Tarjuma Or Tranlation(Aayat No:-1)Jab Suraj Lapet Liya Jayega.(Aayat No:-2)Jab Sitare Be Noor Ho Jayinge. (Aayat No:-3)Aur Jab Pahadh Chalaye Jayinge. (Aayat No:- 4)Aur Jab Dus Maah Ki Hamela Uonthniya’n Chod Di Jayingi. (Aayat No:-5)Aur Jab Wahshi Jaanwar Ikhatta Kiye Jayinge.(Aayat No:-6)Aur Jab Samandar Bhadkaye Jayinge. (Aayat No:-7)Aur Jab Jaane Jismow Se Miladi Jayingi. (Aayat No:-8) Aur Jab Zinda Gaadi Huwi Larki Se Sawal Kiya Jayega. (Aayat No:-9) Ke Kis Gunaah Ki Wajeh Se Wo Qatal Ki Gayi? (Aayat No:-10) Aur Jab Naam-e-Amaal Kholdiye Jayinge. (Aayat No:-11)Aur Jab Aasman Ki
Khaal Utaar Li Jayegi. (Aayat No:-12)Aur Jab Jahannum
Bhadkayi Jayingi. (Aayat No:-13)Aur Jab Jannat
Nazdeek Kardi Jayingi. (Aayat No14) To Us Din Har
Shaks Jaan Lega Jo Kuch Le Kar Aaya Hoga. (Aayat No:- 15) Mai Khasam Khata
Hoon Piche Hatne Wale. (Aayat No:-16) Chalne Phirne
Wale Chupne Wale Sitarow Ki. (Aayat No:- 17) Aur Raat Ki Jab
Jane Lage.(Aayat No:-18) Aur Subah Ki Jab
Chamakne Lage. (Aayat No:- 19) Yaqinan Ye Ek
Buzruk Rasool Ka Kaha Huwa Hai. (Aayat No:-20) Jo Quwwat Wala
Hai Aarsh Wale (Allah) Ke Nazdeek Buland Martaba Hai. BISMILLAH HIR RAHMANIR RAHEEMShuru Karta Hu Allah Taala Ke Naam Se Jo Bada Meherbaan Nihayat Rehem Wala Hai Surah Takwir <> Makki Hai <> Surah No 81/114<> Ruku 01<
IMPORTANT NOTE: |
Shuru
Karta hoon Allah Tala Ke Naam Se Jo Bada Maherban Nihayat Rahem Wala Hai
Aayatein |
Urdu-Hindi Tarjuma
Or Tranlation |
Aayat No:- 1 |
Jab Suraj Lapet Liya Jayega. |
Aayat No:- 2 |
Jab Sitare Be Noor Ho Jayinge. |
Aayat No:- 3 |
Aur Jab Pahadh Chalaye Jayinge. |
Aayat No:- 4 |
Aur Jab Dus Maah Ki Hamela Uonthniya’n
Chod Di Jayingi. |
Aayat No:- 5 |
Aur Jab Wahshi Jaanwar Ikhatta Kiye Jayinge. |
Aayat No:- 6 |
Aur Jab Samandar Bhadkaye
Jayinge. |
Aayat No:- 7 |
Aur Jab Jaane Jismow Se Miladi Jayingi. |
Aayat No:- 8 |
Aur Jab Zinda Gaadi Huwi Larki Se Sawal Kiya Jayega. |
Aayat No:- 9 |
Ke Kis Gunaah
Ki Wajeh Se Wo Qatal Ki
Gayi? |
Aayat No:- 10 |
Aur Jab Naam-e-Amaal Kholdiye Jayinge. |
Aayat No:- 11 |
Aur Jab Aasman Ki Khaal Utaar
Li Jayegi. |
Aayat No:- 12 |
Aur Jab Jahannum Bhadkayi
Jayingi. |
Aayat No:- 13 |
Aur Jab Jannat Nazdeek Kardi Jayingi. |
Aayat No:- 14 |
To Us Din Har Shaks Jaan
Lega Jo Kuch Le Kar Aaya Hoga. |
Aayat No:- 15 |
Mai Khasam Khata Hoon Piche Hatne
Wale. |
Aayat No:- 16 |
Chalne Phirne Wale Chupne
Wale Sitarow Ki. |
Aayat No:- 17 |
Aur Raat Ki
Jab Jane Lage. |
Aayat No:- 18 |
Aur Subah Ki Jab Chamakne Lage. |
Aayat No:- 19 |
Yaqinan Ye Ek Buzruk
Rasool Ka Kaha Huwa Hai. |
Aayat No:- 20 |
Jo Quwwat Wala Hai
Aarsh Wale (Allah) Ke Nazdeek Buland Martaba Hai. |
Aayat No:- 21 |
Jis Ki (Aamanow)
Mai Ita’at Ki Jati Hai Ameen
Hai. |
Aayat No:- 22 |
Aur Tumhara Sathi Diwana Nahi Hai. |
Aayat No:- 23 |
Usne Us (Farishte) Ko Aasman Ke
Khule Kinarow Par Dekha Bhi Hai. |
Aayat No:- 24 |
Aur Ye Ghaib Ki Batow Ko Batlane
Mai Bhukhal Bhi Nahi Hai. |
Aayat No:- 25 |
Aur Ye Quran Shaitan Mardood Ka Kalaam Nahi Hai. |
Aayat No:- 26 |
Phir Tum Kaha Jarahe Ho. |
Aayat No:- 27 |
Ye To Tamam Jaha’n
Walow Ke Liye Nasihat Nama Hai. |
Aayat No:- 28 |
Bilkhusoos Is Ke Liye Jo Tum Mai Se Seedhi Rah Par Chalna Chahe. |
Aayat No:- 29 |
Aur Tum Baqair
Parwardigar-e-Aalam Ke Kuch Nahi
Chaha Sakte. |
0 Comments